English only:
Just looking at the news highlighting about Shahid Bhagat Singh yesterday and speeches made by our new primeminister modiji. sirf ek din yaad karte hain aur baad mai bhool jate hain. 15 august aur 26 January bi dekh lijyee. us din desh bhakti ke gaane hi sunenge aur next day sab kuch back to life.jab koi soldier border pe desh ke liye shahid hota hai to, shahid soldiers ke saath to unke ghar wale bi ho jate hain. govt. kehti hai itne lakhs soldier ki family ko milenge. milna to dur un bechaaro ka jivan bas paper lekar idhar udhar sarkari daftar mai hi khatm ho jata hain. Modiji ek taraf ghandiji ke adarso ki baat karte hain aur dusri taraf bhul jaate hain ki unke pas law ki degree thi aur political contacts bt wo kisi cheez mai ulajhna kahan chahte the, chahte to bhagat singh ko fansi nahi hoti.And his called father of nation jo yahan ke bete ko bhi bachane ki koshish tak nahi ki.
yahan har crime ko kisi hindi film ke drama ki tarah kuch din bahot popularity milti hai.phir normal chahe murder, sexual harassment ho, human /others traffickking, ya rape ya , ya road accidents ya rape ya farmers committing suicide etc etc . list is so long. media walo ka to kamaal hi agar incident hota hai they capture it instead stopping it.